Piyush Mishra’s Beautiful Shayari Would Make You Rethink About Love & Life

Piyush-Mishra-Shayari-Life-Cover

Piyush Mishra’s beautiful and hard-hitting honest words will make you not only reflect on your life priorities but will also make you re-think how modern times have changed the way we think about love, life, and desires.

Here are some of his best quotes that we couldn’t stop admiring.

ADVERTISEMENT

#1

“Gussa aadmi se bahut kuch karwata hai,

Aur yeh joh love hai na love? Yeh sirf marwata hai…”

#2

Saj gaye hum lute hue, Sajinda jaise behte hain,

Aur yaar gaye magar hum, Besharam zinda jaise behte hai…”

#3

“Dard ki barish mein Hum akele hi the,

Jab barsi khusiyaan, Na jaane bheed kahaan se aa gayi…”

#4

ADVERTISEMENT

Insaan khud ki nazar mein sahi hona chahiye,

Duniya toh Bhagwaan se bhi dukhi hai…”

#5

Woh kaam bhala kya kaam hua Jis mein sala dil ro jaye,

Woh ishq bhala kya ishq hua Jo aasaani se ho jaye!”

#6

“Yauvan itna satya nahi , Woh ek baar hi aata hai,

ADVERTISEMENT

Ek bachpan hi hai, Jo shrishti ke aadi-ant tak jata hai…”

#7

Tumhari hai tum hi sambhalon ye duniya,

Ye ujde hue chand baasi charaabhon ki

Tumhaare ye kaale iraadon ki duniya…”

#8

ADVERTISEMENT

“Zinda ho haan tum koi shak nahin,

Saans lete hue dekha maine bhi hai,

Haath aur pairon aur jism ko harqatey khoob dete huey

dekha maine bhi hai…”

#9

Khudi ko kar buland itna, Ki tu Himalaya pe ja pahunche,

Aur khuda khud tujhse pooche, “Abey laikhat! utrega kaise?”

#10

“Halki phulki se hai zindagi Bojh toh khwahishon ka hai…”

Find more heart-touching content by Piyush Mishra here.

Exit mobile version