In the midst of our fight against COVID-19, while many of us are feeling blue, Divya Dutta made us realize the bright side of lockdown.
Famous actress Divya Dutta has always raised her voice on social issues. After shedding light on gender equality through her beautiful poem – Tumne Kaha Tha Hum Ek Hi Hain, she is back with another heartwarming poem – Jab Sab Theek Hoga Na, Toh Yeh Toh Karte Rahenge.
Talking about the great positive things that lockdown made us realize, Divya narrated her beautiful poem:
Here are the beautiful and heart-warming words:
-1-
Jab sab theek hoga na toh ye toh karte rahenge…
Woh jo doston se har teesre din video call karte hain,
Apni woh gaappein woh recipes jo exchange karte hain,
Kahan milta hai woh mauka bhaag daud ki zindagi mein,
Wo ek dhamachaukri karte rahenge…
-2-
Jab sab theek hoga na toh ye toh karte rahenge…
Woh ghar pe purani album dekh kar ek saath bachpan ki yaadein taaza karna…
Woh t-shirt pyjame mein, R.D .Buman sunte hue milkar safaiyan karne…
Woh masti woh pillow fights, Woh shararat karte rahenge….
-3-
Jab sab theek hoga na to ye to zaroor karte rahenge…
Woh jo har chotti cheez samet rahe hai ghar ki ab,
Jab bai aayegi toh, iss baar sab safai us par nai chodenge,
Ek madad ka haath denge, Aur uske chehre pe o muskurahat bharte rahenge.
Jab sab theek hoga na,toh yeh toh karte rahenge….
We hope that our world will be able to overcome the Coronavirus soon!