15 Beautiful Mirza Ghalib Shayari / Quotes On Love, Life, Beauty & More

Mirza-Ghalib-Shayris

If there is anyone who could make you feel the pain and see the beauty in love, then that one person is Mirza Ghalib Saheb. His heart-touching words are so powerful that they will touch your soul and will take you to a beautiful space.

ADVERTISEMENT

Here are the best Mirza Ghalib Shayari / Quotes on love, life, beauty, and heartbreak.

#1

Dil se teri nigah jigar tak utar gai, Dono ko ek adaa mein razamand kar gai ~ Mirza Ghalib

#2

Hum ko maalum hai jannat ki haqiqat lekin, Dil ko khush rakhne ko ‘Ghaalib’ ye khayal achcha hai ~ Mirza Ghalib

#3

Dard ho dil mein ho toh dawa keejiye, Dil hi jab dard ho toh kya keejiye ~ Mirza Ghalib

#4

Hazaaron khwahishein aisi ke har khwahish pe dum nikle Bahut nikle mere armaan, lekin phir bhi kam nikle ~ Mirza Ghalib

#5

Ishq par zor nahin hai, ye woh aatish ‘Ghalib’ Ki lagaye na lage aur bujhaye na bane ~ Mirza Ghalib


ALSO READ: Best Gulzar Shayari & Quotes On Love, Life & Pain That Will Touch Your Heart


#6

ADVERTISEMENT

Jaan tum par nisaar karta hoon, Main nahin jaanta dua kya hai ~ Mirza Ghalib

#7

Unn ke dekhe se jo aa jaati hai munh par raunak, Woh samajhte hain ke beemaar ka haal achcha hai ~ Mirza Ghalib

#8

Jab ki tujh bin nahin koi maujood, Phir ye hungama ae khuda kya hai ~ Mirza Ghalib

#9

Tere waade par jiye hum toh yeh jaan jhoot jana, Ki khushi se marr na jaate agar aeitbaar hota ~ Mirza Ghalib

ADVERTISEMENT

#10

Phir usi bewafa pe marte hain, phir wahi zindagi hamari hai

Bekhudi besabab nahin ‘Ghalib’ kuch toh hai jis ki pardadari hai ~ Mirza Ghalib


ALSO READ: Javed Akhtar Best Poems & Shayaris On Love, Life & Heartbreak


#11

Ishq ne ‘Ghalib’ nikamma kar diya, Varna hum bhi aadmi the kaam ke ~Mirza Ghalib

#12

ADVERTISEMENT

Mohabbat mein nahin hai farq, jeene aur marne ka, Usi ko dekh kar jeete hain jis kaafir pe dum nikle ~ Mirza Ghalib

#13

Hathon ki lakeeron pe mat ja ae ‘Ghalib’,

Naseeb unke bhi hote hain jinke hath nahin hote ~ Mirza Ghalib

#14

Dil-e-nadaan tujhe hua kya hai, Akhir iss dard ki dawaa kya hai ~ Mirza Ghalib

#15

Na tha kuch to khuda tha, kuch na hota to khuda hota Duboya mujh ko unhone ne, na hota main toh kya hota~ Mirza Ghalib


ALSO READ:  Ayushmann Khurana Shayaris On Love & Life To Leave You Inspired


Hope you enjoyed Mirza Ghalib Shayari / Quotes as much as we did!

Exit mobile version