As today is the birthday of one of India’s most versatile and talented singers, Mohammed Rafi, we are remembering some of the most memorable lyrics from his songs.
He gave his voice to thousands of beautiful heart-touching songs, which are celebration of life, love, happiness, sadness and much more.
-1-
Kya hua tera vaada? Woh kasam,woh iraada? Bhoolega dil jis din tumhe Woh din zindgi ka aakhri din hoga.
-2-
Tum jo mil gaye ho, Toh yeh lagta hai, Ki jahaan mil gaya, Ek bhattke huye raahi ko, Kaarvaan mil gaya.
-3-
Badan pe sitaare lapete huye, Jaane tamanna kidhar ja rahi ho, Zara paas aao, Toh chain aa jaaye.
-4-
Khoya khoya chaand, Khula aasmaan, Aankhon mein saari raat jaayegi, Tumko bhi kaise neend aayegi.
-5-
Har kali hum pe shaq kar rahi hai, Phoolon ka dil bhi kuch badgumaan hai, Ho aaj mausam bada beimaan hai.
-6-
Dard-e-dil, dard-e-jigar, Dil mein jagaya aapne, Pehle toh main shaayar tha, Aashiq banaya aapne.
-7-
Chaudhvin ka chaand ho, Ya aaftaab ho, Jo bhi ho tum, khuda ki kasam, Laajawaab ho.
-8-
Yeh chand sa roshan chehra, Zulfon ka rang sunehra, Yeh jheel si neeli aankhein.
Koi raaz hai inmein gehra, Taarif karun kya uski Jisne tumhe banaya.
-9-
Maine puchha chaand Se ke dekha hai kahin, Mere yaar sa haseen?
Chaand ne kaha, Chandini ki kasam, Nahin. Nahin. Nahin.
-10-
Chura liya hai tumne jo dil ko, Nazar nahin churaana sanam.
Badalke meri tum zindgaani, Kahin badal na jaana sanam.
-11-
Chura liya hai tumne jo dil ko, Nazar nahin churaana sanam.
Badalke meri tum zindgaani, Kahin badal na jaana sanam.