Bachpan, our childhood is the most beautiful phase of our lives – carefree, happy, and full of endless dreams. From playing Lakdi Ki Kaatthi to Chupan Chupaii, our Bachpan had some great memories. But, as we grow up, those beautiful moments of our lives start to fade away.
And, to remind you of those beautiful childhood memories, here are some best Bachpan Shayaris from Gulzar, Piyush Mishra and Ayushmann Khurrana to touch your heart.Â
#1
Bachpan Mein Bhri Duphri Mein, Naap Aatey The Pura Mohalla, Jab Se Degriyaan Samajh Mein Aayi, Paun Jalne lage
#2
Abhi Abhi Kuch Guzra Hai, Laaparvaah, Dhool Mein Daudta Hua, Zara Palat Kar Dekha Toh, Bachpan Tha Shayad
#3
Ae Umra Agar Dum Hai To Kar De Itni Si Khata Bachpan Toh Cheen Liya, Bachpana Cheen Kar Bata
#4
Aaj Dil Ki Xerox Nikalwayi, Sirf Bachpan Wali Tasveerein Hi Rangeen Nazar Aayi
#5
Bachpan Mein Toh Shamein Bhi Hua Karti Thi Ab Toh Bas Subah Ke Baad Raat Ho Jaati Hai
Also Read: 11 Gulzar Shayaris On Love, Life & Pain That Will Melt Your Heart
#6
Main Toh Chahta Hun, Hamesha Masoom Bane Rehna, Yeh Jo Zindagi Hai Samajhdar Kiye Jaati Hai
#7
Zyada Kuch Nahin Badalta, Umbr Ke Saath, Bas Bachpan Ki Zidd Samjhoton Mein Badal Jaati Hai
#8
Umr Ne Talashi Li Toh Jaeb Se Lamhe Baramad Hue Kuch Gam Ke The, Kuch Nam The, Kuch Toote, Bas Kuch Hi Sahi Salamat Mile Jo Bachpan Ke The.
#9
Main Gaya Tha Soch Ke, Baatein Bachpan Ki Hongi, Dost Mujhe Apni Tarakki Sunaane Lage.
#10
Bachpan Mein Papa Ki Lagayi Bandishon Ko Todne Mein Bahut Mazaa Aata Tha, Ab Badey Ho Kar Khud Par Lagayi Bandishein Todi Nahi Jaati.
#11
Kitna Aasaan Tha Bachpan Mein Sulaana Hum Ko, Neend Aa Jaati Thi Pariyon Ki Kahaani Sun Kar.
We hope these Bachpan Shayaris touched your heart as they did ours.