Piyush Mishra’s beautiful and hard-hitting honest words will make you not only reflect on your life priorities but will also make you re-think how modern times have changed the way we think about love, life, and desires.
Here are some of his best quotes that we couldn’t stop admiring.
#1
“Gussa aadmi se bahut kuch karwata hai,
Aur yeh joh love hai na love? Yeh sirf marwata hai…”
#2
“Saj gaye hum lute hue, Sajinda jaise behte hain,
Aur yaar gaye magar hum, Besharam zinda jaise behte hai…”
#3
“Dard ki barish mein Hum akele hi the,
Jab barsi khusiyaan, Na jaane bheed kahaan se aa gayi…”
#4
“Insaan khud ki nazar mein sahi hona chahiye,
Duniya toh Bhagwaan se bhi dukhi hai…”
#5
“Woh kaam bhala kya kaam hua Jis mein sala dil ro jaye,
Woh ishq bhala kya ishq hua Jo aasaani se ho jaye!”
#6
“Yauvan itna satya nahi , Woh ek baar hi aata hai,
Ek bachpan hi hai, Jo shrishti ke aadi-ant tak jata hai…”
#7
“Tumhari hai tum hi sambhalon ye duniya,
Ye ujde hue chand baasi charaabhon ki
Tumhaare ye kaale iraadon ki duniya…”
#8
“Zinda ho haan tum koi shak nahin,
Saans lete hue dekha maine bhi hai,
Haath aur pairon aur jism ko harqatey khoob dete huey
dekha maine bhi hai…”
#9
“Khudi ko kar buland itna, Ki tu Himalaya pe ja pahunche,
Aur khuda khud tujhse pooche, “Abey laikhat! utrega kaise?”
#10
“Halki phulki se hai zindagi Bojh toh khwahishon ka hai…”
Find more heart-touching content by Piyush Mishra here.