“Dear Zindagi” is one of the best Bollywood movies of the 2010s, teaching us the beauty of self-love. Like Queen and English Vinglish, it inspires us to embrace life and ourselves. If you’re feeling lost or disconnected, these beautiful dialogues will help you rediscover the joy of living!
Famous Dialogues from Dear Zindagi
1. Hum itni kursiyaan dekhte hain, ek lene se pehle. Phir apna life partner choose karne se pehle, options dekhne mein kya problem hai?
Shah Rukh Khan | Dear Zindagi | Inspiration
2. We are all our own teachers in the school of life
Shah Rukh Khan | Dear Zindagi | Inspiration
3. Agar hum apni zindagi ka steering wheel apne haath mein nahi lenge na … toh koi doosra driver seat par baith jayega
Shah Rukh Khan | Dear Zindagi | Inspiration
4. Zindagi mein jab koi pattern banta ya koi aadat banti dikhai de na … toh uske baare mein achchi tarah se sochna chahiye … genius is about knowing when to stop!
Shah Rukh Khan | Dear Zindagi | Inspiration
5. Jab hum apne aap ko achchi tarah samajh lete hai … toh doosre kya samajhte hai, it doesn’t matter … not at all
Shah Rukh Khan | Dear Zindagi | Inspiration
6. Zindagi ek jigsaw puzzle ki tarah hai … mere jaise log us puzzle ke khoye hue tukde, sirf dhoondne aur jodne mein madad kar sakte hai … par only you can complete the puzzle
Shah Rukh Khan | Dear Zindagi | Inspiration
7. Genius woh nahi hota jiske paas har sawaal ka jawab ho … genius woh hota hai jiske paas har jawaab tak pahunchne ka patience ho
Shah Rukh Khan | Dear Zindagi | Inspiration
8. Rona, gussa, nafrat, kuch bhi khul kar express nahi karne diya. Ab pyaar kaise express karein?
Shah Rukh Khan | Dear Zindagi | Inspiration
9. Tum agar khulke ro nahi sakogi … toh khulkar has kaise sakogi
Shah Rukh Khan | Dear Zindagi | Inspiration
10. Don’t let the past blackmail your present … to ruin a beautiful future
Shah Rukh Khan | Dear Zindagi | Inspiration
11. Kabhi kabhi hum mushkil rasta sirf is liye chunte hai … kyun ki humein lagta hai, important cheezein paane ke liye humein mushkil rasta apnana chahiye … apne aap ko punish karna bahut zaroori samajhte hai … but why, aasaan rasta kyun nahi chun sakte … kya burai hai us mein … khaas karke jab us mushkil ka saamna karne ke liye hum taiyaar hi nahi hai
Shah Rukh Khan | Dear Zindagi | Inspiration
12. Albert Einstein ne kaha tha … pagal woh hota hai joh roz roz same kaam karta hai … magar chahta hai ki nateeja alag ho
Shah Rukh Khan | Dear Zindagi | Inspiration
13. Safe feel karne ke liye pehle saare dar mitana zaroori hai
Shah Rukh Khan | Dear Zindagi | Inspiration
14. I drink only on two occasions … when I’m in love and when I’m not
Alia Bhatt | Dear Zindagi | Inspiration
15. Keep the child in you alive
Shah Rukh Khan | Dear Zindagi | Inspiration
16. Losing friends as you grow up is a sign of growing up
Shah Rukh Khan | Dear Zindagi | Inspiration
Hope you enjoyed these Dialogues from Dear Zindagi as much as we did!Â