Bollywood’s powerful female characters have delivered some of the most powerful and unforgettable dialogues. From strength to resilience, these famous powerful female dialogues from Bollywood movies continue to inspire. Here are 25+ of the best!
Female Dialogues From Bollywood That Will Inspire You
1. “Kabhi kisi ko itna bhi mat darao, ki darr hi khatam ho jaye”
(Movie: Mary Kom | Priyanka Chopra | Genre: Inspiration)
English Translation: Never scare someone so much that they stop feeling fear altogether
2. Mohabbat bhi zindagi ki tarah hoti hai Har mod aasan nahi hota, har mod par khushi nahi hoti. Par jab hum zindagi ka saath nahi chodte, toh mohabbat ka saath kyun chhodein.
(Movie: Mohabbatein | Aishwarya Rai Bachchan | Genre: Romantic)
Read: Best Bollywood Romantic Dialogues
3. Tujhe yaad kar liya hai aayat ki tarah, ab tera zikr hoga ibadat ki tarah.
(Movie: Bajirao Mastani | Deepika Padukone | Genre: Romantic | Historical)
4. Jab zindagi ek bar mili hai toh do bar kyun sochna
(Movie: The Dirty Picture | Vidya Balan | Genre: Biography)
5. Besharam badtameez khudgarz hota hai… par pyar toh aisa hi hota hai
(Movie: Goliyon Ki Rasleela | Deepika Padukone | Genre: Romantic)
6. Hansi badi mehangi ho rakhi hai duniya mein
(Movie: Omkara | Konkona Sen | Genre: Drama)
7. Aap humse hamari zindagi maang lete hum aapko khushi khushi de dete…par aapne toh humse hamara guroor cheen liya
(Movie: Bajirao Mastani | Priyanka Chopra | Genre: Romantic | Historical)
8. Kuch karne ke liye kaayde ki nahi; iraade ki zaroorat hoti hai
9. Arey jab shakti sampati aur sadbuddhi yeh teeno hi aurtein hai, toh in mardo ko kiss bat ka guroor?
10. Darne me koi burai nahin hai. Bass apne darr ko itna mat bada hone do ke tumhei aage badne se rok le
11. Kya Sharma Ji! Hum thode bewafa kya huye, aap to badchalan ho gaye!
12. Jitna bhi try karo Bunny, life me kuch na kuch toh chootega hi. Toh jahan ho wahin ka mazaa lete hain na
13. Mulk ke samne mujhe apna aap nazar nahin aata. Main hi toh mulk hoon, Hindustan hoon!
14. ‘Don’t wear lipstick, you’ll have an affair. Don’t wear jeans, there’ll be a scandal. I want to ask the authorities – what exactly will happen? Why does out freedom scare you so?
15. Mard khana banaye toh kala hai, aurat banaye toh uska farz hai!
16. Main apni favourite hoon
17. Seize the day my friend pehle is din ko poori tarah jiyo, phir chalis ke baare mein sochna
18. Yes, it’s just a slap. But nahin mar sakta!
19. Mujhe izzat dene se aap logon ki izzat kam nahin hogi!
20. You have to help yourself. No one can help you better than you.
21. Kya kachre ki peti hoon main? Jo mann mein aaya phenk diya?
22. Ishq jo tufani duniya se bahgawat karjaye woh ishq, bharay darbar mein jo duniya se lad jaaye woh ishq, jo mehboob ko dekhe toh khuda ko bhul jaae woh ishq
23. Phool: Hum budbak nahin hai, humko ghar ka sab kaam aata hai dadi. Kapda silna, khaana banana…
Manju Maai: Ghar jaana aata hai?
24. Manju Mai: Budbak hona sharam ka baat nahi hai, budbak hone pe garv karna, ye sharam ka baat hai.
25. Manju Mai: Fraud ka matlab jaati ho? Kisi ko thagne ko ullu banana ko angrezi mein fraud kehte hain. Ee desh mein ladki logon ke saath hazaaron saalon se ek fraud chal raha hai, ooka naam hai ‘bhale ghar ki bahu beti’.
26. Phool: Humne soch lita hia, waapis jaakar hum bhi kaam karenge, unka haath btayeingey
Manju Mai: Unkaa? Areey pehle Naam lena seekho, phir kuch aur karna
Aren’t they all inspiring? Don’t forget to let us know your favorite dialogue in the comments below!